Wednesday, 23 October 2013

Hazrat Adam aur Iblees

Hazrat Adam aur Iblees


Hazrat Adam (as) ko banane ke bad Allah Tallah ne frishtoon ko hukam dia ke wo Adam ko sajdha karin tu firshtaon ne Adam ko sajdha kia laykin Iblees ne inkal kia aur kaha ke Adam ko tu ne matti se paida kia hai aur muje aag se aur kaha kaha ke main is se afzal hon aur sajdha karne se inkar kar dia.

Allah Tallah ne Hazrat Adam (as) ko janat main dakhil farma dia. aur ahad lia ke shajar mamnowa ke kareeb mat jana. Hazrat Adam (as) janat main tanha thay. Allah ne ap ke rafaqut ke liy baain pasli se Hazrat Hawa ko paida kia . Insanu ka pehla jora janat main aaish se rehnay laga.

Adam ko sajdha na karne per Allah ne janat se nikal dia mager is ko asman per rehnay ke ijazat thi. Iblees aik zamana main frishton ka ustad tha wo arsh ke nichay khas member per noor ke janday talay baith ker frishton ko dars dia karta tha. jab usay janat se nikal dia gia tu us ne adam se dushmani mol li aur badla laine ke than le.kioun ke wo janat main nahi ja sakta tha tu us ne sanp se janat main dakhlay ke liy madad talb ke. Sanap razamand ho gia is tarha Ibless janat main dakhil ho gia.

Janat main pohch kar Iblees ronay laga tu Adam ne rone ke waja pochi tu Iblees ne kaha ke tumara janat main rehna chand roz ka inam hai tumain janat main rehna be nai hai aur aik roz mot ay ge aur tamam aizaz tum se chen jain gay.

Shytaan ne kaha ye ju samany darkaht kahara hai jis ka phal kahnay se tumain roka gia hai ager tum is ka phal kha lo tu mot se bach jawo ge. Hazrat Adam (as) ne kaha main Allah ke hukam ke nafarmani nai kar sakta. Shytaan ne kaha is darkaht ka phal kahane se rokane ke waja ye hai ke Allah ko tumra janat main rehna manzoor nai. Is darkaht ka phal kahane se insan hamysha frishtion ke tarha zinda rehta hai.

Hazrat Adam (as) ne shytaan ke bat na mani mager Hazrat Hawa shytaan ke baton main aa gai. Shytaan ne gandum ka aik phal 2 tukray kar ker Hawa ko de ker kaha ke adha tum kha lo aur adha Adam ko de daina. Pehlay phal Hawa ne kahaya aur pir Adam ko dia. phal kahay thori dare hoi thi ke un ke jisam se janat ke libaas utar gay aur wo nangay ho gay.unhain majboran Injeer ke paton se satar chupana para.

Allah Tallah ne Hazrat Adam (as) aur Hazrat Hawa ko zameen per utar dia kioun ke unhon ne Allah ke hukam ke nafarmani ke thi aur mujrim karar pay. Allah ne dono ko mukhtlif kisu ke takleefon main mubtia kar dia.

1: Adam ke jisam janat main nihayt safid aur chamkdar tha dunya main aane ke bad is main kami aur tarekhi paida ho gai

2: Adam aur Hawa ke darmyan 200 sal tak judi rahi

3: Hazrat Adam (as) sazawar qarar pay

4: Shytaan ko in ke olad per musalit kar dia gia

5: Dunya bani adam ke liy jail qarar de gai

Hazrat Hawa ko ke liy ju saza tajweez hoi 

1: Aurtoon ke pait aur sharmgah ko ( khon haiz-nafas) ka muqam bana diya gia

2: Auraton ko 9 mahinay tak hamal ka wazan uthana para 

3: Paidaish ke wazat janlaywa takleef musalit kar de gai

4: Shohar ke marne ke bad iddut lazmi qarar dey de gai 

5: Aurton ko un ke shoahr ke matehat tabih kar dia gia 

6: Talaq daine ke hak se aurat mehrom kar de gai

7: do aurton ke gawahi 1 mard ke barabar kar de gai

 8: Aurat ko maal mairas main bohat kam hisa dia gia

9: aurtain nakis ul akal qarar dey de gain

10: Aurton ke salam karne ke mardon ko mumaniat kar de gai

11: Mardon ke mukabilay aurton ke deen be nakis qarar paya gia

12: Aurat nabuwat se mehrom qarar payi

13: Aurton ka hukam gair nafiz qarar paya gia.

Contact:

Aameel Mohammed Haji Sab India 
Mob:+91-7411926251 & +91-9379052253 
E-mail: mohdhajisab@gmail.com

Sifli Makhlooq

Sifli Makhlooq



SHAITAAN: Quran Pak main lafaz shytan 88 bar aya hai. Shytan qoom jinnat main se hai. Shytan ke mani had se guzar jany wala ke hain. Iblees ka asal naam Izraeel hai lykin Allah ke nafarmani ke waja se isy iblees ka laqab mila hai. Shytan ke ata-at wohi log kerty hain jin ka nafas ya mizaj biger jata hai. in ko b aisay kam ker ke lazat milti hai jis se shaytan ko milti hai.




shytan ke pairo-kar log, jaduger, sifli amel, sifli aloom aur jadu kernay walay hoty hain ju makhook khuda ko takleef de ker, pryshan kar ke kush hotay hain. Shytan roz awal se aulaad adam ka khula dushman hai. ye tamam bad kuwatoon, shar, fasad or nahas kuwatoon ka sardar hai.Shytan ke bar Quran Pak main isrshad hota hai, “Shetan tumhara khula dushman hay isliye tum bhi isay apna dushman samjho”{ Surah Fatir} 

Surely, Shaitan (Satan) is an enemy to you, so take (treat) him as an enemy. He only invites his Hizb (followers) that they may become the dwellers of the blazing Fire.





JINAAT aur insano main aik chez mushtarik hai kah dono main acha or bura rasta muntakhib karne ki salahiyat mojood hai. jin ko jin is liy kaha jata hai kioun kah ye ankhoon se ojhal hota hai. jin naik be hotay hain aur bad be. naik jinat ko musakhir kerna boht mushkil hota hai jab ke shareer jinat ko kuskhir kerna asan hai per yay jaduger in se bury kam karwata hai. Quran Pak main Irshad hota hay;

Surah Al-Jinn verse no 01,
Say (O Muhammad SAW): "It has been revealed to me that a group (from three to ten in number) of jinns listened (to this Quran). They said: 'Verily! We have heard a wonderful Recital (this Quran)

Surah Al-Jinn verse no 06,
'And verily, there were men among mankind who took shelter with the masculine among the jinns, but they (jinns) increased them (mankind) in sin and disbelief. 
                  
Bud or sharer jinnat insano ko mamooli ghalti per jakar letee hein or in kay zahan o hawas ko mukhtil kar dete hein. Dar or khof ka aik khauf aisay shakhs ko har wakt gheray rakhta hay jo inka shikar ho jata hay. In kay thikano per hadiyan, kankar, sookhay saray pattay, inki  ghiza kay tor per bikhray miltay hein. Ager ye kisi insane k hathon taskheer ho ker is kay tabay ho jaein to bhi mokay ki talash mein rahtay hein or junhi amil say koi ghalti ho jaye to isay jaan say maar dete hein.







CHURAIL Ibleesi tolay ki behad khatarnaak rukn hay. Ye jadogaron or sahiron ke liy bepanah kashish ki hamil hay. In kay najaiz or buray kamom mein bohat madad krti hay. ye zina ki shokeen hoti hay. Ager jaadogar isay taskheer kar lay to isay iski jismani khuwahish puri karne kay ewaz hi kaam le sakta hay. Ager ye kisi nojwan ko apne bus mein kar le to isay dino mein choos kar maar dalti hay. Insani kaleja or dil iski man pasand ghiza hay. Ye koi bhi kaam man marzi nazrana liye bager nahi karti, or kisi insani bachay ki qurbani le ker jismani talab tak kisi bhi shakal mein ho sakta hay.






BHOOT Kisi hadsay, ghair mutawakkay hallat or nahaq khoon kay nateejay mein marnay walon ki arwah bhoot ban ker insano ko chimat jati hein or jis ghar ya jagah inka basera hota hay wahan khilaf e mamool wakiyaat waqoo o pazeer honay lagtay hein. Ye kisi ko aram say rahnay nahi dete or dara ker khofzada kar k jagah chorne per majboor kar det ehein.






MOKKIL O HAMZAAD Jaddoi amliyat k mooklat or hamzaad sifli ilm kay tabiya hotay hein. Inko sifli ilm ya kalay jadu kay amiliyat kay zariye musakkhir kia jata hay. Ye behad najaiz shartein aaid kar kay aamil kay liye kam kartay hein or jab wo koi shart poori nahi karta to usay mot k ghaat utar dete hein. Ye apne aamil ka her kaam bakhoobi anjam dete hein or ager koi amil inki taskheer mein nakam ho jaye to usko bhoot ki tarah chimat jtay hein. Amil nakam honay kay baad in kay paida karda dar or khof say zinda dargor huwa jata hay. Inki shakal bahad khofnak or jan lewa hoti hay.






CHALAWA Yeh rat kay wakt sunsan jaghon pr raston men rahgeero ko mukhtalif khofnak sooratein bana ker darata hay or is kay hathon khofzada honay wala tez bukhar mein mubtala ho jata hay. Ager koi naik aamil iska ilaaj karay to mareez chand roz mein thik ho jata hay warna bukhar ka arsa maheeno per muheet ho jata hay.






MASAN Shamshaan mein jalaye gaye murday ki raakh ager kisi ko makhsoos sifli amal parh ker khila di jaye to wo shaks aeryan ragar ragar kar mar jata hay. Khof or waham is per ghalba hasil kar lete hein. Iska khoon khushk hotay hotay khatam ho jata hay. Mareez ka pata nahi chalta or isay kaano mein mukhtalif awazein ati hein jo isay khof zada kar k mot kay mun mein le jati hein.

Akser aisa hota hay kay ye nadeeda kuwwatein apnay shikaar ko bahad khofnak shaklon mein samnay a ker darati hein or aik din isay khirki ya chat say kood kar, galay mein phansi ka phnda dal ker, garden apnay tez dhaar hatho say kaat kar ya paani mein dob kar marne per majboor kar deti hein. Is kuwwat e bad ko mareez per musallat kerne ka maksad hi uski mot hota hay jo bazahir khudkushi maloom ho.




BAIR Seher hinood mein ye mokilaat hi ki aik kisum hay. Jisko apne shikar per musallat kar dia jata hay jis say wo isay her wakt nadeeda kuwwaton ki taraf say khof or ulti seedhi harkaton ka samna karna parta hay. Is kay ird gird ke cheezein girnay or lightein khud bakhud jalti bujhti hein. Aag lag jati hay, pani ki jagah nalkon say khoon anay lagta hay gharz ye kay aisi khofnak surat e haalt ho jati hay kay mareez chand dino mein ya to pagal ho jata hay ya jaan say hath dho bethtta hay.

For Spiritual Help, Aameel Mohammed Haji Sab India 
Mob:+91-7411926251 & +91-9379052253,
E-Mail:mohdhajisab@gmail.com

Jadu aur Islam

Jadu aur Islam


Hazrat Muhammad (SAW) ka irshad hai: “hadees” “Muhlik baton say bacho, yani jado or shirk say” Jaadu ka asar bar-haq hay. Huzur (SAW) per bhi jadu kia gaya or iska asar yahan tak hua k baaz auqat apko khayal peda hota kah apne falah kaam kar lia hay laikin haqeeqat mein nahi kia hota tha.






Apne Hazrat Aisha (RA) ko mukhatib kartay huay farmaya k mere pas khuwab ki haalat mein do admi aye or in mein say aik mere sarhanay beth gaya or doosra paun kay paas or aik nay doosray ko kaha kah is shaks ko kia beemari hay to doosray nay kaha is per jaadu kia gaya hay. Pahlay nay kaha kissne kia hay to doosray nay kaha lubaid bin asam yahoodi nay. Pahlay ne daryaft kia kis cheez kay zariye, to us nay kaha kanghi kay giraye hoay baalon, or nur khajorr gabay kay ziriye say. Pahle nay sawal kia jadu kahan hay to ussne kaha zarwan k kunwaein mein jo bani zareek kay kabeelay mein hay.

Is wakiya ke dikhai dene kay baad Ap (SAW) us kunway per tashreef lay gaye or wapes a ker Hazrat Aishah (RA) k samnay istarah bayan farmaya k us kunway ka paani is kadar surkh tha goya keh is mei nmehndi kay pattay bhigooay gaye hein or ird gird kay darakht kay puranay or badsoorat honay ki waja say darakht shetaon kay sar maloom hota thay. Ap (SAW) nay isko bahir nikala or Ap (SAW) ko  Allah nay shifa bakhshi; iskay baad us kunway ko band kar dia gaya. Seher kay baray mein Quran mein irshad hota hay;

Surah Al-Bakarah verse no 102,
And they followed [instead] what the devils had recited during the reign of Solomon. It was not Solomon who disbelieved, but the devils disbelieved, teaching people magic and that which was revealed to the two angels at Babylon, Harut and Marut. But the two angels do not teach anyone unless they say, "We are a trial, so do not disbelieve [by practicing magic]." And [yet] they learn from them that by which they cause separation between a man and his wife. But they do not harm anyone through it except by permission of Allah . And the people learn what harms them and does not benefit them. But the Children of Israel certainly knew that whoever purchased the magic would not have in the Hereafter any share. And wretched is that for which they sold themselves, if they only knew.
Surah Al-Anam verse no 7,
And even if We had sent down to you, [O Muhammad], a written scripture on a page and they touched it with their hands, the disbelievers would say, "This is not but obvious magic."
Surah Al-Araf verse no 109,
Said the eminent among the people of Pharaoh, "Indeed, this is a learned magician And the magicians came to Pharaoh. They said, "Indeed for us is a reward if we are the predominant."
Surah Al-Araf verse no 116,
He said, "Throw," and when they threw, they bewitched the eyes of the people and struck terror into them, and they presented a great [feat of] magic.
Surah Yunus verse no 77,
Moses said, "Do you say [thus] about the truth when it has come to you? Is this magic? But magicians will not succeed."
Surah Yunus verse no 81,
And when they had thrown, Moses said, "What you have brought is [only] magic. Indeed, Allah will expose its worthlessness. Indeed, Allah does not amend the work of corrupter's Surah Taha verse no 57,
He said, "Have you come to us to drive us out of our land with your magic, O Moses?
Surah Taha verse no 58,
Then we will surely bring you magic like it, so make between us and you an appointment, which we will not fail to keep and neither will you, in a place assigned."
Surah Taha verse no 63,
They said, "Indeed, these are two magicians who want to drive you out of your land with their magic and do away with your most exemplary way.
Surah Taha verse no 66,
He said, "Rather, you throw." And suddenly their ropes and staffs seemed to him from their magic that they were moving [like snakes].
Surah Taha verse no 69,
And throw what is in your right hand; it will swallow up what they have crafted. What they have crafted is but the trick of a magician, and the magician will not succeed wherever he is."
Surah Taha verse no 70,
So the magicians fell down in prostration. They said, "We have believed in the Lord of Aaron and Moses."
Surah Taha verse no 71,
[Pharaoh] said, "You believed him before I gave you permission. Indeed, he is your leader who has taught you magic. So I will surely cut off your hands and your feet on opposite sides, and I will crucify you on the trunks of palm trees, and you will surely know which of us is more severe in [giving] punishment and more enduring."
Surah Taha verse no 73,
Indeed, we have believed in our Lord that He may forgive us our sins and what you compelled us [to do] of magic. And Allah is better and more enduring."
Surah Saba verse no 12,
And to Solomon [We subjected] the wind - its morning [journey was that of] a month - and its afternoon [journey was that of] a month, and We made flow for him a spring of [liquid] copper. And among the jinn were those who worked for him by the permission of his Lord. And whoever deviated among them from Our command - We will make him taste of the punishment of the Blaze.
Surah Saba verse no 14,
And when We decreed for Solomon death, nothing indicated to the jinn his death except a creature of the earth eating his staff. But when he fell, it became clear to the jinn that if they had known the unseen, they would not have remained in humiliating punishment.
Surah Saba verse no 41,
They will say, "Exalted are You! You, [O Allah ], are our benefactor not them. Rather, they used to worship the jinn; most of them were believers in them."

Fukha e islam nay saher kay baray mein likha hay keh jin amoor mein shayateen arwah khabeesah say madad li jaye or inko hajat raawa samajh ker mantron wagera say maskhar kar kay insay kaam lia jaye to wo shirk kay barabar hay or aisa karnay wala kafir hay or is kay ilawa jin amoor mein aisay tareekay istemal kiye jaein or in say doosron ko takleef pohanchay to in ka karnay wala bhi gunah e kabeera ka amoor haram ka murtakib ho ga.
Another Reference from Surah Adh-Dhariyat verse no 56,
And I (Allah) created not the jinns and humans except they should worship Me (Alone).
Surah Al-Rehman verse no 15,
And the jinns did He create from a smokeless flame of fire.
Surah Al-Rehman verse no 33,
assembly of jinns and men! If you have power to pass beyond the zones of the heavens and the earth, then pass (them)! But you will never be able to pass them, except with authority (from Allah)!
Surah Al-Jinn verse no 06,
'And verily, there were men among mankind who took shelter with the masculine among the jinns, but they (jinns) increased them (mankind) in sin and disbelief.

For Spiritual Help,
Aameel :Mohammed Haji Sab India 
Mob: +91-7411926251 & +91-9379052253

Jadu Ka Tor Call Aameel Mohamme Haji Sab India +91-7411926251



Manzil Dua se Jadu ka Ilaj

Har kisum ke jadu, sifi ilam aur in ke asrat ko zail karne ke liy manzil dua bohat pur taseer hai.Manzil dua ko perhne ka tarkeeka ye hai ke jis mareez per jadu ke asrat hon us ko charpai per lita dain aur pir aik person bawazu ho ker ba awaz buland in ayat ko perhna shuru kar de.

Ager mareez per jadu ke asrat hon ge tu usey perhne se jatkay lagain ge aur awaz main badlawo aa jay ga laykin dua pori perhne ke bad wo pur skoon ho jay ga. is tarha kisi jagah per kalay ilam ya sifli amel ke asrat ko khtum karne ke liy manzil dua ko pani per dam kar ke Arq Gulab mix karin aur us jagah per chirkawo kar dain. ye amel musalsal 7 din tak karne se jadu ke asrat khtum ho jain ge. Kisi business point per karubar ka chalna band ho jay tu manzil dua ko is tarkey se perh kar amel karne se karubar main taraki aur izafa ho jay ga.

Manzil Dua
Transliteration: Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 2. Alhamdu lillahi rabbi alAAalameena 3. Alrrahmani alrraheemi 4. Maliki yawmi alddeeni 5. Iyyaka naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu 6. Ihdina alssirata almustaqeema 7. Sirata allatheena anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobi AAalayhim wala alddalleena
Transliteration: Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 1. Alif-lam-meem 2. Thalika alkitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeena 3. Allatheena yu/minoona bialghaybi wayuqeemoona alssalata wamimma razaqnahum yunfiqoona 4. Waallatheena yu/minoona bima onzila ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum yooqinoona 5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika humu almuflihoona
Transliteration: Wa illahukum wahid Laa illaha illahuwa rehmanur raheemu. Allahu la ilaha illa huwa alhayyu alqayyoomu la ta/khuthuhu sinatun wala nawmun lahu ma fee alssamawati wama fee al-ardi man tha allathee yashfaAAu AAindahu illa bi-ithnihi yaAAlamu ma bayna aydeehim wama khalfahum wala yuheetoona bishay-in min AAilmihi illa bima shaa wasiAAa kursiyyuhu 
Transliteration: alssamawati waal-arda wala yaooduhu hifthuhuma wahuwa alAAaliyyu alAAatheemu. 256. La ikraha fee alddeeni qad tabayyana alrrushdu mina alghayyi faman yakfur bialttaghooti wayu/min biAllahi faqadi istamsaka bialAAurwati alwuthqa la infisama laha waAllahu sameeAAun AAaleemun. 257. Allahu waliyyu allatheena amanoo yukhrijuhum mina alththulumati ila alnnoori waallatheena
 Transliteration: kafaroo awliyaohumu alttaghootu yukhrijoonahum mina alnnoori ila alththulumati ola-ika as-habu alnnari hum feeha khalidoona. 284. Lillahi ma fee alssamawati wama fee al-ardi wa-in tubdoo ma fee anfusikum aw tukhfoohu yuhasibkum bihi Allahu fayaghfiru liman yashao wayuAAaththibu man yashao waAllahu AAala kulli shay-in qadeerun 285. Amana alrrasoolu bima onzila 
Transliteration: ilayhi min rabbihi waalmu/minoona kullun amana biAllahi wamala-ikatihi wakutubihi warusulihi la nufarriqu bayna ahadin min rusulihi waqaloo samiAAna waataAAna ghufranaka rabbana wa-ilayka almaseeru 286. La yukallifu Allahu nafsan illa wusAAaha laha ma kasabat waAAalayha ma iktasabat rabbana la tu-akhithna in naseena aw akhta/na rabbana wala tahmil 
Transliteration: AAalayna isran kama hamaltahu AAala allatheena min qablina rabbana wala tuhammilna bihi waoAAfu AAanna waighfir lana wairhamna anta mawlana faonsurna AAala alqawmi alkafireena 3.18. Shahida Allahu annahu la ilaha illa huwa waalmala-ikatu waoloo alAAilmi qa-iman bialqisti la ilaha illa huwa alAAazeezu alhakeemu 3.26. Quli allahumma malika
Transliteration: almulki tu/tee almulka man tashao watanziAAu almulka mimman tashao watuAAizzu man tashao watuthillu man tashao biyadika alkhayru innaka AAala kulli shay-in qadeerun. 3. 27. Tooliju allayla fee alnnahari watooliju alnnahara fee allayli watukhriju alhayya mina almayyiti watukhriju almayyita mina alhayyi watarzuqu man tashao bighayri hisabin. 7.54. Inna
 Transliteration: rabbakumu Allahu allathee khalaqa alssamawati waal-arda fee sittati ayyamin thumma istawa AAala alAAarshi yughshee allayla alnnahara yatlubuhu hatheethan waalshshamsa waalqamara waalnnujooma musakhkharatin bi-amrihi ala lahu alkhalqu waal-amru tabaraka Allahu rabbu alAAalameena. 7.55. OdAAoo rabbakum tadarruAAan wakhufyatan innahu la yuhibbu almuAAtadeena
Transliteration: 7. 56. Wala tufsidoo fee al-ardi baAAda islahiha waodAAoohu khawfan watamaAAan inna rahmata Allahi qareebun mina almuhsineena. "Qulid Ullah Awid Ur Rahmaan, Ayamma Tada’oo FalaHul Asma-Ul Husnaa, Wa La Tajhar Bi Salaatika Wa La Tukhafit Biha, Wabtaghi Bayn Dhalika Sabeela. Wa Qulil Hamdu Lillahil Ladhi Lam YathaKhiz Waladau, 
Transliteration: Wa Lam Yakun Lahu Shareekun Fil Mulki, Wa Lam Ya Khun Lahu Waliyum Minazulli Wa Kab Birhu Takbeera." 23. 115. Afahasibtum annama khalaqnakum AAabathan waannakum ilayna la turjaAAoona 23. 116. FataAAala Allahu almaliku alhaqqu la ilaha illa huwa rabbu alAAarshi alkareemi 23. 117. Waman yadAAu maAAa Allahi ilahan akhara la burhana lahu bihi fa-innama hisabuhu AAinda rabbihi innahu 
Transliteration: la yuflihu alkafiroona 23.118. Waqul rabbi ighfir wairham waanta khayru alrrahimeena Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 1. Waalssaffati saffan 2. Faalzzajirati zajran 3. Faalttaliyati thikran 4. Inna ilahakum lawahidun 5. Rabbu alssamawati waal-ardi wama baynahuma warabbu almashariqi 6. Inna zayyanna alssamaa alddunya bizeenatin alkawakibi 7. Wahifthan 
Transliteration: min kulli shaytanin maridin 8. La yassammaAAoona ila almala-i al-aAAla wayuqthafoona min kulli janibin 9. Duhooran walahum AAathabun wasibun 10. Illa man khatifa alkhatfata faatbaAAahu shihabun thaqibun 11. Faistaftihim ahum ashaddu khalqan am man khalaqna inna khalaqnahum min teenin lazibin 33. Ya maAAshara aljinni waal-insi ini istataAAtum an
 Transliteration: tanfuthoo min aqtari alssamawati waal-ardi faonfuthoo la tanfuthoona illa bisultanin 34. Fabi-ayyi ala-i rabbikuma tukaththibani 35. Yursalu AAalaykuma shuwathun min narin wanuhasun fala tantasirani 36. Fabi-ayyi ala-i rabbikuma tukaththibani 37. Fa-itha inshaqqati alssamao fakanat wardatan kaalddihani  38. Fabi-ayyi ala-i rabbikuma tukaththibani 39. Fayawma-ithin
Transliteration:  la yus-alu AAan thanbihi insun wala jannun. Fabi-ayyi ala-i rabbikuma tukaththibani 21. Law anzalna hatha alqur-ana AAala jabalin laraaytahu khashiAAan mutasaddiAAan min khashyati Allahi watilka al-amthalu nadribuha lilnnasi laAAallahum yatafakkaroona 2. Huwa Allahu allathee la ilaha illa huwa AAalimu alghaybi waalshshahadati huwa alrrahmanu alrraheemu 23. Huwa 
Transliteration: Allahu allathee la ilaha illa huwa almaliku alquddoosu alssalamu almu/minu almuhayminu alAAazeezu aljabbaru almutakabbiru subhana Allahi AAamma yushrikoona 24. Huwa Allahu alkhaliqu albari-o almusawwiru lahu al-asmao alhusna yusabbihu lahu ma fee alssamawati waal-ardi wahuwa alAAazeezu alhakeemu Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi
Transliteration: 1. Qul oohiya ilayya annahu istamaAAa nafarun mina aljinni faqaloo inna samiAAna qur-anan AAajaban 2. Yahdee ila alrrushdi faamanna bihi walan nushrika birabbina ahadann3. Waannahu taAAala jaddu rabbina ma ittakhatha sahibatan wala waladann4. Waannahu kana yaqoolu safeehuna AAala Allahi shatatan Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 
Transliteration: 1. Qul ya ayyuha alkafiroona 2. La aAAbudu ma taAAbudoona 3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu 4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum. 5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu 6. Lakum deenukum waliya deeni Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 1. Qul huwa Allahu ahadun 2. Allahu alssamadu 3. Lam yalid walam yooladu 4. Walam yakun 
Transliteration: lahu kufuwan ahadun. Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi 2. Min sharri ma khalaqa 3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba 4. Wamin sharri alnnaffathati fee alAAuqadi 5. Wamin sharri hasidin itha hasada Bismi Allahi alrrahmani alrraheemi 1. Qul aAAoothu birabbi  alnnasi 2. Maliki
Transliteration: alnnasi 3. Ilahi alnnasi 4. Min sharri alwaswasi alkhannasi 5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi 6. Mina aljinnati waalnnasi.


For Spiritual Help,
Aameel:Mohammed Haji Sab 
Mob:+91-7411926251 & +91-9379052253 India